Kal Jab sab mere saath hoga
Dil main ek jasbat hoga
Har lamha mere saath hoga
Mere ankhon main faryad hoga
Kal jab woh Suraj ayega
To nayi kirne layega
Kirno ke saath saath
Woh mera geet gun gunayega
Samne mere manzil hai
Raston main kathinayi hai
Upar mere asman hai
Neeche meri khai hai
Chota sa Sapna dekta hoon
Udna nahin cahta hoon main
Age chale jata hoon main
Par peeche reh jata hoon main
Par ek din aisa ayega
Jab sab kuch badal jayega
Kal Jab sab mere saath hoga
Dil main ek jasbat hoga
Har lamha mere saath hoga
Mere ankhon main faryad hoga